Lirik Lagu Asekebenaya yang Viral di TikTok

Lirik lagu Asekebenaya viral di TikTok usai dilafalkan oleh seorang bocah.
Lirik tersebut rupanya penggalan dari lagu India berjudul Aashiq Banaya Aapne.
Berikut ini lirik lagu Asekebenaya
Aashiq Banaya, Aashiq Banaya, Aashiq Banaya Aapne
Tere Bin Suni Suni Hain Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein
Tere Bin (2x)
Aashiq Banaya, Aashiq Banaya, Aashiq Banaya Aapne
Tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye
Tere Bin (2x)
Meri Nigaaho Mein Tera Chehra Rawaa Hain
Gehre Hain Armaan Jaane Ja Paagal Sama Hain (2x)
Apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu (2x)
Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
Tere Bin Kaun Apna Sahaara
Aashiq Banaya, Aashiq Banaya, Aashiq Banaya Aapne
Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain
Dardejigar Ka Yeh Sabab Hamko Mila Hain (2x)
Betaabiyo Ne Hamko Chur Kar Diya Hain
Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain (2x)
Tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain
Tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain
Tere Bin Duri Ghat Ti Nahi Hain
Aashiq Banaya, Aashiq Banaya, Aashiq Banaya Aapne
(arm/and)TERKAIT